Huzoor ap ka bhi, ehtram karta chaloon
Huzoor ap ka bhi, ehtram karta chaloon
idhar se guzra tha, socha salam karta chaloon
Nigah-o-dil ki, yehi, aakhri tamanna hai
Tumhari zulf ke, saaye me sham karta chalun
Unhen ye zid, ke mujhe dekh kar kisi ko na dekh
(Ye shair khas kar ke biwion ke liye keh raha hoon)
Unhen ye zid, ke mujhe dekh kar kisi ko na dekh
Mera ye shaouq, ke sab se, kalam karta chaloon
Idhar se guzra tha socha salam karta chaloon
Ye mere, khuabon ki, duniya nahi sahi, lekin
Ab a gaya hun to, do din, qayam karta chaloon
(My Favourite" Jagjit Singh" in his live performance
"Salam karta chaloon"
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment