Mujh se bichar ke wo bhi pareshan tha buhat

Mujh se bichar ke wo bhi pareshan tha buhat
jis  ki  nazar me,  kam  ye asan  tha buhat

Socha to be khulus theen sab us ki qurbaten
Jis ke baghair ghar mera , weeran tha buhat

Bekhuab, surkh aankhon ne sab kuch bata diya
Kal rat dil me , dard ka, toofan  tha  buhat

Ye kiya kiya ?  ke piyar ka,  izhar kar diya
mein apni,  is shikast pe,  heran tha buhat


A great Ghazal Song by: Hamid Ali Khan

No comments:

  © Blogger templates Artistic Edge 2009

Back to TOP